Shri Arvind Pratap ji ek samarpit Gram Pradhan hain jo imaandaar netritva, transparent governance aur har nagrik ke liye barabari ke avsar par vishwas rakhte hain. Unka drishtikon hai ek aisa gaon jaha shiksha, swasthya, kheti aur mahila sashaktikaran sabko samman aur unnati ke naye avsar pradan kare. Gaon ke har kone tak vikas pahunchana hi unka asli lakshya hai.
Hamare Kaam, Hamari Pehchaan
"Sadak bane, shiksha badhe, swasth rahe har praan, mahila sashakt, kheti samriddh – yahi hai hamara pradhan"